Search Guitar Chords Tabs

Monday 27 May 2013

Guitar Chords Chura Liya Hai - Yaadon Ki Baraat

Guitar Chords Chura Liya Hai - Yaadon Ki Baraat


Chords By DEe


Strumming Pattern:

DUUDUD

Chords  Prograssions:

1)       Amin - Amin,  Gmaj – Gmaj, Amin - Amin,  Emaj – Emaj

2)       Amin,  Emaj,  Amin, Amaj

--FEMALE--
(Am)Chura liya hai tumne jo (G)dil ko
(Am)Nazar nahin churaana sa(E)nam
(Am)Badalke meri tum zinda(G)gaani
(Am)Kahin badal na jaana sa(E)nam
Oh, le (E)liya dil, oh haai mera dil
Haai dil (A)lekar mujhko na behlaana

(Am)Chura liya hai tumne jo (G)dil ko
(Am)Nazar nahin churaana sa(E)nam
(Am)Badalke meri tum zinda(G)gaani
(Am)Kahin badal na jaana sa(E)nam

(Am)Bahaar banke aaoon kabhi (G)tumhaari duniya mein
(Am)Guzar na jaaye yeh din kahin (G)isi tamanna (Am)mein

Tum (E)mere ho, ho tum mere ho
Aaj tum (A)itna vaada karte jaana
(Am)Chura liya

(Am)Chura liya hai tumne jo (G)dil ko
(Am)Nazar nahin churaana sa(E)nam
(Am)Badalke meri tum zinda(G)gaani
(Am)Kahin badal na jaana sa(E)nam

--MALE—

Ho, (Am)sajaaoonga lutkar bhi tere (G)badan ki daali ko
(Am)Lahoo jigar ka doonga haseen (G)labon ki laali (Am)ko

(E)Hai vafa kya is jahaan ko
Ek din (A)dikhla doonga main deewana
(Am)Chura liya

 (Am)Chura liya hai tumne jo (G)dil ko
(Am)Nazar nahin churaana sa(E)nam
(Am)Badalke meri tum zinda(G)gaani
(Am)Kahin badal na jaana sa(E)nam
Oh, le (E)liya dil, oh haai mera dil

Haai dil (A)lekar mujhko na behlaana



Hope You Have Liked This Post !!
Admin Waiting For Your Comments !!


Leave Comments
title
Comment With:
←Or→
The Choice is Yours!

No comments: